Home / About Us
ETDI Daharki aik aisa idara hai jo Sindh ke naujawano ko jadeed technical maharat se aarasta karne ke liye qayam kiya gaya hai. Humara maqsad sirf parhana nahi balkay talib-e-ilmon ko industry ke mutabiq tayyar karna hai.
Daharki aur gird-o-nawah ke ilaqon mein technical education ko aam karna aur berozgari ka khatma karna.
Pakistan ka ek aisa behtareen technical center banna jahan se nikalne wala har student mahir-e-fun ho.